Kaabil Hoon Lyrics | Jubin Nautiyal – Palak Muchhal | Kaabil


Kaabil Hoon Lyrics
Kaabil Hoon Lyrics | Kaabil

Kaabil Hoon Lyrics from Kaabil (2016) starring Hrithik Roshan,Yami Gautam sung by Jubin Nautiyal, Palak Muchhal. This song is composed by Rajesh Roshan with lyrics written by Nasir Faraaz.If you like this song or our website please do share with your friends and family. Please give your feedback as well to improve website quality, so we could serve you better quality. By the way enjoy Kaabil Hoon Lyrics.

Starring :: Hrithik Roshan,Yami Gautam.
Director :: Sanjay Gupta.
Song :: Kaabil Hoon
Singer :: Jubin Nautiyal, Palak Muchhal
Composer :: Rajesh Roshan
Lyricist:: Nasir Faraaz

Kaabil Hoon Lyrics

Tere mere sapne sabhi
Tere mere sapne sabhi
Band aankhon ke taale mein hain
Chaabi kahan dhoondhe bata
Woh chaand ke pyaale mein hain
Phir bhi sapne kar dikhaun sach toh
Kehna bas yehi

Main tere Kaabil hoon ya
Tere Kaabil nahi …{2}

Tere mere sapne sabhi
Tere mere sapne sabhi
Band aankhon ke taale mein hain
Chaabi kahan dhoonde bata
Woh chand ke pyaale mein hain
Phir bhi sapne kar dikhaun sach toh
Kehna bas yehi

Main tere Kaabil hoon ya
Tere Kaabil nahi …{2}

Ye sharaaratein, ye mastiyaan
Apna yahi andaaz hai
Ho… samjhayein kya kaise kahein
Jeene ka haan isme raaz hai

Dhadkan kahaan ye dhadakti hai
Dil mein teri aawaaz hai
Apni sab khushiyon ka ab toh
Ye aagaaz hai

Tere mere sapne sabhi
Tere mere sapne sabhi
Band aankhon ke taale mein hain
Chaabi kahan dhoondhe bata
Woh chaand ke pyaale mein hain
Phir bhi sapne kar dikhaun sach toh
Kehna bas yehi

Main tere Kabil hoon yaa
Tere Kaabil nahi …{2}

Saagar ki ret pe dil ko jab
Ye banayengi meri ungliyan
Tere naam ko hi pukaar ke
Khannkengi meri choodiyan

Tujhme adaa aisi hai aaj
Udti hon jaise titliyan
Pheeki ab na hongi kabhi
Ye ranginiyaan

Tere mere sapne sabhi
Band aankhon ke taale mein hain
Chaabi kahaan dhoondhe bata
Woh chand ke pyaale mein hain
Phir bhi sapne kar dikhaaun sach toh
Kehna bas yehi

Main tere kabil hoon ya
Tere kaabil nahi… …{2}

La la la… hmm hmm…