Saanson Ko Lyrics | Arijit Singh | Zid


Saanson Ko Lyrics
Saanson Ko Lyrics | Arijit Singh | Zid

Saanson Ko Lyrics from Zid starring Karanvir Sharma,Mannara(Barbie Handa),Shraddha Das sung by Arijit Singh. This song is composed by Sharib Toshi with lyrics written by Shakeel Azmi.

Starring :: Karanvir Sharma,Mannara(Barbie Handa),Shraddha Das.
Director :: Vivek Agnihotri.
Song :: Saanson Ko
Singer :: Arijit Singh
Composer :: Sharib Toshi
Lyricist:: Shakeel Azmi

Saanson Ko Lyrics

Saanson ko Jeene ka, ishaara mil gaya
Dooba mein tujh mein toh
Kinaara mil gaya

Saanson ko Jeene ka, ishaara mil gaya
Zindagi ka pata dobaara mil gaya
Tu mila toh khuda ka, sahara mil gaya
Tu mila toh khuda ka, sahaara mill gaya
Gamzada Gamzada, dil yeh tha gamzada
Bin tere bin tere, dil yeh tha gamzada

Naa aaram de tu mujhe
Barson ka hoon mein thaka
Palko pe raatein liye
Tere vaaste mein jagaa

Mere har dard ki
Gehraai ko mehsoos karta hai tu
Teri aankhon se gham
Tera mujhe Maalum hone laga

Tu mila toh khuda ka, sahara mil gaya
Tu mila toh khuda ka, sahaara mil gaya
Gamzada Gamzada, dil yeh tha gamzada
Bin tere bin tere, dil yeh tha gamzada